Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hain sabse madhur wo geet jinhen hain sabse madhur wo geet jinhen hum dard ke sur mein gaate hain hum dard ke sur mein gaate hain jab had se guzar jaati hai khushi aansoon bhi chhalak te aate hain aansoon bhi chhalak te aate hain hain sabse madhur wo geet kaanton mein khile hain phool hamaare rang bhare armaanon ke rang bhare armaanon ke kaanton mein khile hain phool hamaare rang bhare armaanon ke rang bhare armaanon ke naadaan hain jo in kaanton se daaman ko bachaaye jaate hain daaman ko bachaaye jaate hain hain sabse madhur wo geet jab ghum ka andhera ghir aaye samjho ke savera door nahin samjho ke savera door nahin jab ghum ka andhera ghir aaye samjho ke savera door nahin door nahin har raat ka hai paigham yahi taare bhi yehi doharaate hain taare bhi yehi doharaate hain hain sabse madhur wo geet pehloo mein paraaye dard basa ke hasna hasaana seekh zara tu hasna hasaana seekh zara pehloo mein paraaye dard basa ke hasna hasaana seekh zara hasna hasaana seekh zara
aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa aa ja zara sarak le girle zara behak le sanyian zara chhalak le haye aake mose lipat le tedda zeher hai ye isse na kar chhed khaani night ki naughty kahaani ye halkat jawani ye halkat jawani mittha ye namkin paani ye halkat jawani ye halkat jawani night ki naughty kahaani ye halkat jawani ye halkat jawani halkat halkat jawani joban hai pyasa to jor karen aiwe ye din main bhi shor karen hayee joban hai pyasa to jor karen aiwe ye din main bhi shor karen takiyaa bana lipat le kambal bana rapatt le tann hai katila par iski ada hai shaitaani night ki naughty kahaani ye halkat jawani ye halkat jawani mittha ye namkin paani ye halkat jawani ye halkat jawani night ki naughty kahaani jawani ye halkat jawani ha aaa ha aaa ha aaa haaaa chhoro ki niyat halaal karen are basti main daily bawaal karen haye chhoro ki niyat halaal karen basti main daily bawaal karen item bana ke rakh le haye chakhna bana ke chakh le aankhon ko kyun seke hatho se kar
hmmm hmmm hmmm hmmm halke halke aayi chal ke boli nindiya raani chupke chupke kya soche re o nainon ke taare tu soja re halke halke aayi chal ke boli nindiya raani chupke chupke kya soche re o nainon ke taare tu soja re tujhko jo dekhun ghadi do ghadi jhoom loon so jaaye tu to sukh chain se to palken teri choom loon tujhko jo dekhun ghadi do ghadi jhoom loon so jaaye tu to sukh chain se to palken teri choom loon kabse tujhko le jaane ko aayi nindiya dwaare tu so ja re halke halke aayi chal ke boli nindiya raani chupke chupke kya soche re o nainon ke taare tu soja re jab ye ghulegi re aankhon mein nindiya teri maa jaisi koi mamta mein doobi tujhko milegi pari jab ye ghulegi re aankhon mein nindiya teri maa jaisi koi mamta mein doobi tujhko milegi pari in sapnon mein tujhko apne mil jaayenge pyaare tu soja re halke halke aayi chal ke boli nindiya raani chupke chupke kya soche re o nainon ke taare tu soja re tu soja re tu soja re
halke halke chalo saanware pyaar ki mast hawaaon mein dil ko ye darr hai pehla safar hai inn albeli raahon mein halke halke chalo saanwareeeee halke halke chala naa jaaye pyaar ki mast hawaaon mein jab tak hai dam chalo chalen hum daal ke baahen baahon mein badhne lagi dil ki dhadkan dol raha kyun mera tann mann haaye mera tann mann badhne lagi dil ki dhadkan dol raha kyun mera tann mann haaye mera tann mann tu hi bata chain kahaan jab laagi lagan dil bhi hai tera jaan bhi hai teri jab se basi ho nighaaon mein dil bhi hai tera jaan bhi hai teri jab se basi ho nighaaon mein halke halke chalo saanwareeee tu manzil main raahi tera tere bina kya jeena mera kya jeena mera tu manzil main raahi tera tere bina kya jeena mera kya jeena mera toote kabhi naa chhute kabhi ye saath piya pyaar ki kasam sang rahenge hum neel gagan ki chhanv mein pyaar ki kasam sang rahenge hum neel gagan ki chhanv mein halke halke chalo saanware pyaar ki mast hawaaon mein dil ko ye darr hai pehla
kuchh bhi no socho khush hoke bolo gulla gulla halla gulla aane waala ayega roke na ruk paayega gulla gulla halla gulla dil hua hai deewana jhoom utha hai mastaana gulla gulla halla gulla jaane kyaa kyaa kar jaana kaisi dhoom machaa jaana gulla gulla halla gulla dil hua hai deewana jhoom utha hai mastaana gulla gulla halla gulla jaane kyaa kyaa kar jaana kaisi dhoom machaa jaana gulla gulla halla gulla kal ka kyun sochein bhala hum aao aaj mein hi chalo jeelein zara hum upar waala jab ek hai sabka ek hoke phir ye gaale zara hum gulla gulla halla gulla gulla gulla halla gulla jeena uska jeena jo jeene bhi de jeena uska jeena jo jeene bhi de aayein hain duniya mein to iska mazaa bhi lelen deewano dilon mein to aao hum bhi rahein apne khuda ko chalo pyaar se hum tum manaayein kal ka kyun sochein bhala hum aao aaj mein hi chalo jeelein zara hum dil hua hai deewana jhoom utha hai mastaana gulla gulla halla gulla jaane kyaa kyaa kar jaana kaisi dhoom machaa jaana gulla
hey halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani hoo bin peeye hey halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani hoo bin peeye hey honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani hoo bin peeye hey honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny hey bachpan mein to sabhi ki nahi maani jo bhi bado ne kahi la la la lala la la la lala la la la lala la la la lala udalyi udalyi udalyi ooo udalyi udalyi udalyi ooo udalyi udalyi udalyi ooo ooouuu bachpan mein to sabhi ki nahi maani jo bhi badon ne kahi ab mann maani karenge hum apne bhi to din hain yahi hey halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani hoo bin peeye hey honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny ae hey ae ji haan hey haan hurr hurr hey
hum pe ilzaam ye kyun hai ki muhabbat ki hai hum pe ilzaam ye kyun hai ki muhabbat ki hai humne to aap ko poojaa hai ibaadat ki hai hum pe ilzaam ye kyun hai ki muhabbat ki hai hamne kab aapse maangaa hai wafaaon ka silaa hamne kab aapse maangaa hai wafaaon ka silaa kab sunaa aapne humse koi shiqwa ya gilaa kab sunaa aapne humse koi shiqwa ya gilaa hamne kab dil ke tadapne ki shiqaayat ki hai hamne kab dil ke tadapne ki shiqaayat ki hai humne to aap ko poojaa hai ibaadat ki hai gham nahin iska agar aap hamaare na huye gham nahin iska agar aap hamaare na huye gham to ye hai ke tumhaare bhi tumhaare na huye gham to ye hai ke tumhaare bhi tumhaare na huye aapne jinke liye aaj ye haalat ki hai aapne jinke liye aaj ye haalat ki hai humne to aap ko poojaa hai ibaadat ki hai hum pe ilzaam ye kyun hai ki muhabbat ki hai
burre bhi hum bhale bhi hum samajheeo na kisi se kam humaara naam banarasi babu hum hain banarasi babu burre bhi hum bhale bhi hum samajheeo na kisi se kam humaara naam banarasi babu hum hain banarasi babu jai ho ganga maiya gangaa ki gangaa ki leheron jaisi seedhi saadhi chaal humaari ghaat ghaat ka paani peeke ghaat ghaat ka paani peeke hum ne saari umar guzaari na rastaa na manzil phir bhi ghoome subhe shaam banarasi babu hum hain banarasi babu burre bhi hum bhale bhi hum samajheeo na kisi se kam humaara naam banarasi babu hum hain banarasi babu hum ne bhi wo hi seekha hum ne bhi wo hi seekha jo iss duniyaa ne sikhlaaya andar karlo ankh meechke andar karlo ankh meechke chaahe ho wo maal paraaya duniyaa aur hum dono saache kisko de ilzaam banarasi babu hum hain banarasi babu burre bhi hum bhale bhi hum samajheeo na kisi se kam humaara naam banarasi babu hum hain banarasi babu hum hain banarasi babu hum hain banarasi babu
Hamari Adhuri Kahani
dooooor bahot mat jaaiye le ke qaraar humara aisa naa ho koi loot leeee raah mein pyaar humara paas raho yaa door tum tum ho saath humare dengi gawaahi poochh looo ye khaamosh nazaare naazneen bada rangeen hai waada tera o haseeeeen hai kidhar ka iraada tera naazneen bada rangeen hai waada tera o haseeeeen hai kidhar ka iraada tera aankh mudti huyi zulf udti huyi faasla kyun hai zyada tera hoooo oooo ooooo oooo hamdam mere khel naa jaano chaahat ke iqraar ko jaane jahaan yaad karoge ik din mere pyaar ko chhaye ho mere dil pe nazar pe tumhin aaj too meri ulfat kaa kar lo yakeen chhaye ho mere dil pe nazar pe tumhin aaj too meri ulfat kaa kar lo yakeen aji humse tumhen ik lagaawat to hai tumhen humse muhabbat nahin hoooo oooo ooooo oooo hamdam mere khel naa jaano chaahat ke iqraar ko jaane jahaan yaad karoge ik din mere pyaar ko humsafar tu hi mera hai lekin sanam saath mein hain kisi ajnabee ke kadam humsafar tu hi mera hai lekin sanam saath mein hain kisi ajnabee
humein ae dil kahin le chal badaa teraa karam hogaa humaare dum se hai har ghum naa hum honge naa ghum hogaa humein ae dil kahin le chal khabar kyaa thi bahaar aa kar humaare aashiyaane par humaare aashiyaane par khabar kyaa thi bahaar aa kar humaare aashiyaane par humaare aashiyaane par nayi bijli giraaegi nayaa hum per sitam hogaa humein ae dil kahin le chal badaa teraa karam hogaa tamannaaon se badli hai naa badlegi kabhi qismat naa badlegi kabhi qismat tamannaaon se badli hai naa badlegi kabhi qismat naa badlegi kabhi qismat likhaa hai jo muqaddar mein wohi teri kasam hogaa humaare dum se hai har ghum naa hum honge naa ghum hogaa humein ae dil kahin le chal badaa teraa karam hogaa
humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain humen raaston ki bhatakne ka dar hai na khone ka dar hai jahaan tera saaya wahaan apna ghar hai bhatakne ka dar hai na khone ka dar hai jahaan tera saaya wahaan apna ghar hai zameen pe humen hoo oo oo zameen pe humen aasmaan mil gaye hain humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain humen raaston kii badi aarzoo thi ki wo din bhi aaye tere naam se hum khud ko bulaayen badi aarzoo thi ki wo din bhi aaye tere naam se hum khud ko bulaayen tere naam se hoooo tere naam se do jahaan mil gaye hain humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain hmm hmm hmm hmm hmm
hamesha tumko chaaha aur chaaha aur chaaha chaaha chaaha hamesha tumko chaaha aur chaaha kuchh bhi nahin tumhein dil ne hai pooja pooja pooja aur pooja kuchh bhi nahin na na nahin na na nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin hooo kuchh bhi nahin hoo kuchh bhi nahin jo daag tumne mujhko diya us daag se mera chehra khila rakhoongi iss ko nishaani banaa kar maathe pe iss ko hamesha sajaa kar o preetam o preetam bin tere mere iss jeevan mein kuchh bhi nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin beete lamhon ki yaadein lekar bojhal kadmon se wo chal kar dil bhi roya aur aankh bhar aayi mann se aawaaz hai aayi wo bachpan ki yaadein aa aa aa wo rishte wo naate wo saawan ke jhoole oo oo wo hasna wo hasaana wo rooth ke phir manaana wo har ik pal main dil mein samaaye diye mein jalaaye le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon o preetam o preetam bin tere mere iss jeevan mein kuchh bhi nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin hamesha tumko
hameshaa hameshaa tu mujh mein rahega kahan yahan yahan hum aur tum uspe ye sama aise mein keh bhi de dil ki daastan dil mein tu hi tu hameshaa hameshaa haan haan ji haan hameshaa hameshaa tu mujh mein rahega hamesha hamesha tu mujh mein rahega kahan yahan yahan hum aur tum uspe ye sama pehle aankhen mili phir ishaare huye phir mila dil se dil tum hamaare huye pehle aankhen mili phir ishaare huye phir mila dil se dil tum hamaare huye masti ka aalam chhane laga hai aa kar sama lo mujhe baahon mein bhar ke dil mein utar ke mujh se chura lo mujhe dil mein tu hi tu hamesha hamesha haan haan ji haan hamesha hamesha tu mujh mein rahega hamesha hamesha tu mujh mein rahegi kahan yahan yahan hum aur tum uspe ye sama aise mein keh bhi de dil ki daastan roop sajta hai kab pyaar hota hai jab pyaar hota hai kab hoo yaar milta hai jab roop sajta hai kab pyaar hota hai jab pyaar hota hai kab yaar milta hai jab chahat se teri poori huyi hai jeewan mein thi jo kami aankhon mein
aaaaaaaaaaa hamin karen koi surat unhen bulaane ki hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat hamin karen koi surat hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat jafa ke zikr pe tum kyun sambhal ke baith gaye jafa ke zikr pe tum kyun sambhal ke baith gaye tumhaari baat nahin tumhaari baat nahin baat hai zamaane ki hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat jo hum tak aaye to katra ke is tarah se na ja jo hum tak aaye to katra ke is tarah se na ja nigah e naaz ye baaten nigah e naaz ye baaten hain dil dukhaane ki hamin karen koi surat hamin karen koi surat hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat
kaun sa tan haaye barmaaye re humri atariya pe aaja re saanwariya dekha dekhi tanik hoi jaaye humri atariya pe aaja re saanwariya dekha dekhi tanik hoi jaaye humri atariya pe kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki haay kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki kasam deve jaan ki aaja gilauri khilai doon kimaami laali pe laali tanik hui jaaye aaja gilauri khilai doon kimaami laali pe laali tanik hui jaaye humri atariya pe padosan ke gharva jaiho jaiho na sanwariya sautan se boli mori kaate jeheriya jeheri nazariya aaja atariya pe pilai doon angoori jora jori tanik huyi jaaye aaja atariya pe pilai doon angoori jora jori tanik huyi jaaye humri atariya pe aaja re saanwariya dekha dekhi tanik hoi jaaye humri atariya pe kaun sautan haaye barmaaye re
hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hooo hans de khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hooo oooo hans de hoo hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hooo oooo hans de khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de jaanwar nahin hanste hain bas insaan hanstaa hai jo naa hanse mujhe to jaanwar hi lagta hai to khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de main sunaaun chutkule aur chutkule tum bhi kaho pet bhar ke main hansun aur tum bhi jee bhar ke hanso khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de hans de hans de beta bolaaaa sun lo daddy mujhko mil gayiii hai ik ladki bas maine baat bata di uss hi se karunga shaadi uss mein aisii kya hai khoobi ho beta bola gaal pe uske jo til hai mera dil hai le gaya daddy ne kaha ik til ke liye poori ladki se shaadi karoge kya poori ladki se shaadi karoge kya
heyyyyyy hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum jo kamzor hain khud wo hi haath uthaaya karte hain jo darpok hain khud wo hi aankh dikhaaya karte hain dadagiri se kabhi ghabraaya naa karo are hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum teri himmat hi kismat jo bigdi baat banaayegi shaan se tu ye kadam utha manzil khud mil jaayegi maraa maari mein khud ko uljhaaya naa karo hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum loot maar se kya milta khoon kharaaba hota hai jaisi karni waisi bharni yahin faisla hota hai dushman ki lalkaar se tum dar jaaya naa karo are hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har
hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai din to uljha hi raha zindagi ki baaton mein saansen chalti hai kabhi kabhi raaton mein kisi ki aah par taaron ko pyaar aaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai sapne chhalte hi rahe roz nayi raahon se koi fisla hai abhi abhi baahon se kiss ki ye aahthen ye kaun muskuraaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai
hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba pehle teri aankhon ne loot liya door se pehle teri pehle teri aankhon ne loot liya door se phir ye sitam tan tan ke dekhna guroor se o deewane o deewane tu kya jaane haan tu kya jaane dil ki beqaraariyaan hai kya hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba jee bhar ke tadpaa le jee bhar ke vaar kar jee bhar ke jee bhar ke tadpaa le jee bhar ke vaar kar sab kuchh ganwaara hai thoda sa pyaar kar tu hai dil mein hoye tu hai dil mein dil mushkil mein haaye dil mushkil mein ab naa dil ki mushkilen bada hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hain Sabse Madhur Patita (1953) 04:17 13941
 
Poster of Patita (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:17   Song Number : 13941   

Halkat Jawani Heroine (2012) 04:00 17075
 
Poster of Heroine (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Salim, Sulaiman
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor
Duration : 04:00   Song Number : 17075   

Halke Halke Aayi Apne Paraye (1980) 05:20 40347
 
Poster of Apne Paraye (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 05:20   Song Number : 40347   

Halke Halke Chalo Saanware Tangawali (1955) 03:10 15679
 
Poster of Tangawali (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Aneeta Guha
Duration : 03:10   Song Number : 15679   

Halla Gulla Bombay (1995) 05:36 17905
 
Poster of Bombay (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Pallavi, Anupam Noil
On Screen Actors- 
Arvind Swamy, Manisha Koirala
Duration : 05:36   Song Number : 17905   

Halla Gulla Maja Hai Jawaani (1984) 05:18 18393
 
Poster of Jawaani (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Iron Maiden
On Screen Actors- 
Neelam, Karan Shah
Duration : 05:18   Song Number : 18393   

Ham Pe Ilzaam Ye Kyun Hai Kahin Din Kahin Raat (1968) 03:36 38234
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:36   Song Number : 38234   

Hamara Naam Banarasi Babu Banarsi Babu (1973) 04:19 18159
 
Poster of Banarsi Babu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:19   Song Number : 18159   

Hamari Adhuri Kahani Hamari Adhuri Kahani (2015) 06:42 37041
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Rashmi Virag
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Vidya Balan
Duration : 06:42   Song Number : 37041   

Hamdam Mere Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 05:07 15188
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Duration : 05:07   Song Number : 15188   

Hamen Aye Dil Chandni Chowk (1954) 03:14 31079
 
Poster of Chandni Chowk (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shekhar, Meena Kumari
Duration : 03:14   Song Number : 31079   

Hamen Raaston Ki Zaroorat Naram Garam (1981) 03:54 32121
 
Poster of Naram Garam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Swaroop Sampat
Duration : 03:54   Song Number : 32121   

Hamesha Tumko Chaaha Devdas (2002) 06:02 17929
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
Raag- 
Yaman
Duration : 06:02   Song Number : 17929   

Hameshaa Hameshaa Hameshaa (1997) 06:49 19230
 
Poster of Hameshaa (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Kajol, Saif Ali Khan
Duration : 06:49   Song Number : 19230   

Hamin Karen Koi Ek Nazar (1972) 04:41 18358
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:41   Song Number : 18358   

Hamri Atariya Pe Dedh Ishqiya (2014) 04:14 32934
 
Poster of Dedh Ishqiya (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Rekha Bhardwaj
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit
Duration : 04:14   Song Number : 32934   

Hans De Hans De Abhay (2001) 06:22 18088
 
Poster of Abhay (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Raveena Tandon
Duration : 06:22   Song Number : 18088   

Hans Tu Har Dam Lootmaar (1980) 04:56 13617
 
Poster of Lootmaar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 04:56   Song Number : 13617   

Hansne Ki Chaah Ne Aavishkar (1973) 03:18 12613
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 03:18   Song Number : 12613   

Hansta Hua Noorani Parasmani (1963) 03:52 20504
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Geetanjali
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:52   Song Number : 20504